Ae Dil Hai Mushkil Lyrics : Ae Dil Hai Mushkil song is sung by Arijit Singh and composed by Pritam, starring Ranbir Kapoor, Aishwarya Rai and Anushka Sharma.
Movie: Ae Dil Hai Mushkil (2016)
Singer(s): Arijit Singh
Music: Pritam
Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya
Starring : Ranbir Kapoor, Aishwarya Rai
Music Label: Sony Music India
Ae Dil Hai Mushkil Song Lyrics
Tu saffar mera
Hai tu hi meri manzil
Tere bina gusara
Ae dil hai mushkil
Tu mera Kuda
Tu hi duaa mein shamil
Tere bina gusaara
Ae dil hai mushkil
Muje azmaati hai teri kami
Meri har kami ko hai tu lazmi
Junoon hai mera
Banun main tere kaabil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Yeh ruh bhi meri
Yeh jism bhi mera
Utna mera nahi
Jithna hua tera
Tune diya hai jo
Woh karz hi sahi
Tujse mila hai toh
Inam hai mera
Mera aasman doonde teri zameen
Meri har kami ko hai tu lazmi
Zameen pe na sahi
Toh aasman mein aa mil
Tere bina guzara
Ae dil hai mushkil
Maana ki teri maujudgi se
Ye zindagani mehroom hai
Jeene ka koyi dooja tareeka
Na mere dil ko maalum hai
Tujko main kitni
Shiddat se chaahun
Chaahey tu reh na tu be-kabar
Mohtaz manzil ka to nahi hai
Ye ek tarfa mera safar, safar
Koobsurat hai manzil se bhi
Meri har kami ko hai tu lazmi
Adoora hoke bhi
Hai ishq mera kaamil
Tere bina guzaara
Ye dil hai mushkil