Tere Mohalle Lyrics – Besharam (2013)

Tere Mohalle
Tere Mohalle Lyrics : Tere Mohalle Song from hindi movie Besharam (2013) is sung by Mamta Sharma, Aishwarya Nigam, composed by Lalit Pandit and lyrics are penned by Nikhat Khan.

Song: Tere Mohalle
Movie: Besharam (2013)
Singer(s): Mamta Sharma, Aishwarya Nigam
Music: Lalit Pandit
Lyricist(s):  Nikhat Khan
Cast: Ranbir Kapoor, Pallavi Sharda
Music Label : T-Series

Tere Mohalle Song Lyrics

Khidki se mujhe taake
Saarey ghali ke baanke

Khidki se mujhe taake
Saarey ghali ke baanke
Khidki se mujhe taake
Saarey ghali ke baanke
Sabko lallu bana ke
Dhil bheega tujpar

Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle [2 times]

Kyon lambi lambi haanke
Koyi na tujhe taake

Kyon lambi lambi haanke
Koyi na tujhe taake
Kyon lambi lambi haanke
Koyi na tujhe taake
Kisko lallu banake kehti rehti hai phir

Ke lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

Ke lut gaye baby aake tere mohalle
Hum lut gaye zalim aake tere mohalle

Hum Sikandar hain, apni marzi ke
Chutki lage hamein ye dhil fansane mein

Mere jalve mein, beta woh dum hey
Nikle saari umar mujhe pataane mein
Kara lo ji kara lo, dhil ki entry kara lo
Angootta bhi laghwa lo
Dhil phenka tujh par

Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

Hum lut gaye, hum lut gaye
Hum lut gaye, lut gaye, lut gaye (2)
Hum lut gaye jaana aake tere mohalle
Hum lut gaye beauty aake tere mohalle

Badi mufhat hai, ye jawani bhi
Dharti nahi hai yeh to phir jaane se

Ho chal kat le tu, Kitna phenke hai
Zarra bhi dhum nahi hai tere drame mein

Bada lo ji bada lo
Relationwa bada lo
Naiynon ke pench lada lo
Aa jao na chat par

Hum lut gaye baby aake tere mohalle
Hum lut gaye zalim aake tere mohalle

Khidki se mujhe taake
Saare ghali ke baanke

Kyon lambi lambi haanke
Koyi na tujhe taake
Kisko lallu banake kehti rehti hai phir

Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle
Hum lut gaye ainvayi aake tere mohalle

Ke lut gaye baby aake tere mohalle
Hum lut gaye zalim aake tere mohalle

Deewane hain dhilon ko hum to jodenge
Na ghar ka tuche ghaat ka na chodenge

Kyun paas na aati hai kheencha taani se
Haaye hum popular hain apni manmaani se

Hum lut gaye, lut gaye
Jaana hum lut gaye
Hum lut gaye, lut gaye
Ainvayi hum lut gaye
Hum lut gaye, lut gaye
Baby hum lut gaye
Hum lut gaye, lut gaye
Zaalimaa lut gaye

Advertisement