Hum Na Tode Lyrics – Hum Na Tode Song from hindi movie Boss (2013) is sung by Vishal Dadlani, composed by P.A. Deepak and lyrics are penned by Kumaar.
Movie: Boss (2013)
Singer(s): Vishal Dadlani
Music : P.A. Deepak
Lyricist(s): Kumaar
Cast: Akshay Kumar, Mithun Chakraborty, Shiv Pandit, Ronit Roy
Music Label : T-Series
Hum Na Tode Song Lyrics
Ho paase na hat ja re to
Boss aa riya se, phata koni ke tane
Boss re Boss
Hum na chhode, tode, pode
Jo bhi humse panga le
Hum na chhode, tode, pode
Jo bhi humse panga le
Collar nikal ke
Jeans phati daal ke
Duniya ko bandh ke
Apne rumaal se
Hum to chale jhoomte
Daayein baayein ghoomte
Hey,
Masti full on re
Rokega kon re
Are masti full on re
Rokega kon re
Hum na chhode, tode, pode
Jo bi humse panga le
Hum na chhode, tode, pode
Jo bi humse panga le
Hey jo bhi yahaan baat karega, akad ke
Taang denke usko chand pe, pakad ke
Apna to mijas hi bada, hai man mana
Ho …
Hum hain Boss Baaki sab yahaan,
Ghulam hain
Aate jaate hum ko thokte, salaam hain
Apne hi usool pe chale, ye jamaana
Maana humne hum dheet hain
Lekin dil ke hum neat hain
Maana humne hum dheet hain
Lekin dil ke hum neat hain
Geet yahi chhed ke,apni guitar pe
Fikron ka aasmaan,phir se utaar ke
Hum to chale jhumtey
Oh,dayein bayein ghumtey
Masti full on re
Rokega kaun re
Masti full on re
Rokega kon re
Re khatam nahi hua, baavli boonch
Abe dhol peet le
Re guitar baja le jackson ki aulaad
Re peepi ne phuunk le
Hawa ni bhar ke anthar
Re orchestra, baja
Ho apni to hai sedhi saadi si philosophy
Khaate peete mauj mein kate, ye zindagi
Dil rahe khushi ke hi nashe mein chakraya
Ho man to cheez hai kamal ki, pechaan lo
Yaar jaa ke husn waalo se, ye jaan lo
Humne hi to ladkiyon ka dil dhadkaya
Apne charche akhbar main
Chapte rehte hain pyaar main
Apne charche akhbar main
Chapte rehte hain pyaar main
Ishq hum to karthe hain apne hisab se
Humpe yakeen naa ho to
Puuchh lo janaab se
Oh hum toh chale jhoomte
Daayein baayein ghoomte
Masti full on re
Rokhega kon re
Masti full on re
Rokhega kon re
Hum na chhode, tode, phode
Jo bhi humse panga le
Hum na chhode, tode, phode
Jo bhi humse panga le