Daddy Mummy Lyrics : Daddy Mummy song from Bhaag Johnny is sung by MM Manasi & Devi Sri Prasad and composed by Devi Sri Prasad while lyrics penned by Kumaar.
Movie: Bhaag Johnny (2015)
Singer(s): MM Manasi, Devi Sri Prasad
Music: Devi Sri Prasad (DSP)
Lyricist(s): Kumaar
Casting: Urvashi Rautela, Kunal Khemu
Music Label: T-Series
Daddy Mummy Song Lyrics
Hey! Hello this is DSP
Everybody put your hands up
Groove it to the beat, huh
Hey daddy mummy hai nahi ghar pe
Pichley kamre mein ghuz ke
Kuch to karenge chup ke mill zara
Hey dekenge English filmen
Honge love scene jinmey
Arman jaga le dil mein mill zara
Aye naa hai pabandi
Kar batein do gandi
Curtain sharam ka ab tu de hata
Chipkenge aisse ke chingam hon jaise
Jappi se teri aayega maza
Daddy mummy, daddy mummy
Daddy mummy hain nai ghar pe
Pichley kamre mein ghuz ke
Kuch to karenge chup ke mill zaraa
Ahaha..
Pyar kar le
Shikar kar le
Are bina ticket sari limit paar kar le
(Oh oh.. )
Ho ghur ghur ke dekhne laga
Ye nain heat body wali sekhney laga
Tere jalwe hain mujpe bhari
Phir bhi loon zimedari
Tere jalwe hain mujpe bhari
Phir bhi loon zimedari
Hil jaaoon baby show me crazy jatke
Daddy mummy hain nai ghar pe
Pichley kamre mein ghuz ke
Kuch to karenge chup ke mill zaraa
Woh.. ooh..
Koyi bhi mujhko excuse na dena
Batti buja de par tu mera fuse na lena
C’mon c’mon just dance with me
Everybody say daddy mummy
Hai tujse karni sab ishq ki baathein
Din busy hai tere liye free hain sab raathein
Tu hai beautiful nari
Lagti hai tu chingaari
Tu hai beautiful nari
Lagti hai tu chingaari
Jal jaaoon main baahon se teri lipatt ke
Daddy mummy, daddy mummy
Daddy mummy hain nai ghar pe
Pichley kamre mein ghuz ke
Kuch to karenge chup ke mill zaraa