Dard Lyrics – Sarbjit | Sonu Nigam

Dard Lyrics : Dard song from Sarbjit is sung by Sonu Nigam and composed by Jeet Gannguli, starring Randeep Hooda, Aishwarya Rai.

Song: Dard
Movie: Sarbjit (2016)
Singer(s): Sonu Nigam
Music: Jeet Gannguli
Lyricist(s): Jaani, Rashmi Virag
Starring : Randeep Hooda, Aishwarya Rai Bachchan, Richa Chadda
Music Label: T-Series

Dard Song Lyrics

Main dardon ko paas bitha kar hi soun
Main dardon ko pas bitha kar hi soun
Jo tuje lagtha baarish hai
Wo main hoon jo roun
Main dardon ko paas bita kar hi soun

Kushiyon se milna bhul gaye
Tum ithna kyon humse door gaye
Koyi kiran ik din ayegi
Tum tak humko leke jayegi

Main dardon ko pas bitha kar hi soun
Pankh agar hothe
Ud ke chala main aatha
Rukta na ek pal

Kaid yeh kaisi Khuda
Saans bhi ruthi hai
Seeney mein aaj kal
Aaj kal, aaj kal, aaj kal

Advertisement