Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics – Sanam Re

Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics : Gazab Ka Hai Yeh Din song from Sanam Re is sung by Arijit Singh, Amaal Mallik and composed by Amaal Mallik featuring Pulkit Samrat and Yami Gautam.

Song: Gazab Ka Hai Yeh Din
Movie: Sanam Re (2016)
Singer(s): Arijit Singh, Amaal Mallik
Music: Amaal Mallik
Lyricist(s): Manoj Muntashir
Starring : Pulkit Samrat, Yami Gautam
Music Label: T-Series

Gazab Ka Hai Yeh Din Song Lyrics

Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan

Ye sama hai kaissa
Muskurane jaissa
Deemi barishein hain har jagah
Ye nasha hai kaissa
Doob jaane jaissa
Jaagi kwaishein hain har jagah

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho sara

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho sara

Pani hoon paani main
Haan behney do muje
Jaissa hoon waissa hi
Rehney do muje

Duniya ki bandishon se
Mera naatha hai kahan
Rukna teharna mujko aatha hai kahan

Yeh sama hai kaissa
Muskurane jaissa
Deemi baarishein hain har jaga
Yeh nasha hai kaissa
Doob jaane jaissa
Jaagi kwaishein hain har jaga

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho sara

Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din
Gazab ka hai ye din dekho sara

Advertisement