Gulabi Aankhen Lyrics | Sanam

Gulabi Aankhen Lyrics : Gulabi Aankhen song sung by Sanam Puri, originally sung by Mohammed Rafi and composed by RD Burman.

Song: Gulabi Aankhen
Vocals: Sanam Puri
Originally sung by Mohammed Rafi
Music: RD Burman
Lyricist(s): Anand Bakshi
Starring : Shilpa Shetty, Ganesh Acharya
Music Label: T-Series

Gulabi Aankhen Song Lyrics

Oh…

Gulabi ankhen jo teri dekhi
Sharabi yeh dil ho gaya
Sambalo mujhko o mere yaron
Sambalna mushkil ho gaya

Gulabi aanken jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya

Dil mein mere kwaab tere
Tasveer jaise ho deewar pe
Tujpe fida main kyun hua
Aata hai gusa muje pyaar pe

Main lut gaya
Man ke dil ka kaha
Main kahin ka na raha
Kya kahu main dilruba

Bura ye jadu
Teri aankon ka
Ye mera kaathil ho gaya

Gulabi aanken jo teri dekhi
Sharabi yeh dil ho gaya

Maine sada chaha yahi
Daaman bachha lu haseeno se main
Teri kasam kwabon mein bhi
Bachta firaa nazneeno se main

Tauba magar
Mill gayi tujse nazar
Mill gaya dard e jigar
Sun zara oh bekabar

Zara sa hans ke jo dekha tune
Main tera bismil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi
Sharabi ye dil ho gaya
Sambalo mujhko oh mere yaron
Sambalna mushkil ho gaya

Oh…

Advertisement