Main Teri Yaadon Mein Lyrics

Main Teri Yaadon Mein Lyrics : Main Teri Yaadon Mein song from Sanam Teri Kasam is sung by Arijit Singh and composed by Himesh Reshammiya while lyrics are penned by Subrat Sinha.

Song: Main Teri Yaadon Mein
Movie: Sanam Teri Kasam (2016)
Singer(s): Arijit Singh
Music: Himesh Reshammiya
Lyricist(s): Subrat Sinha
Starring : Harshvardhan Rane, Mawra Hocane
Music Label: Eros

Main Teri Yaadon Mein Song Lyrics

Main teri yadon mein koya
Main teri yadon mein ulja
Main teri yadon mein koya
Main teri yadon mein ulja

Teri yadon ka hai samaa
Tere bin main, main na raha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na raha

Shaam o seher kaise
Lagte zeher jaise
Tere bagair aise oh
Socha nahin kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise oh..

Kamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyan hai saza meri
Samjha rahi hain ye duriyan
Teri meri nazdeekiyaan

Haan teri yadon ke gam hain
Hai teri yadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main main na raha

Sabko kabar hai ye
Meri seher hai tu
Kya bekabar hai tu oh..
Ithni zara si toh
Haan hai tuje kehni
Kehde nazar se tu oh..

Kya ithni hai majburiyan
Kyun itni naa manzuriyan
Ik mukhtazar si baath hai
Phir zindagi bhar ka sath hai

Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yadon mein soya
Main teri yadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya

Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha

Advertisement