Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Lyrics : Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Song from Baby is sung by Papon, composed by MM Kreem and lyrics are written by Manoj Muntashir.
Movie: Baby (2015)
Singer(s): Papon
Music: MM Kreem
Lyricist(s): Manoj Muntashir
Starring: Akshay Kumar & Madhurima Tuli
Music Label: T-Series
Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Song Lyrics
Main tujhse pyaar nahi karta
Main tujhse pyaar nahi karta
Par koyi aissi shaam nahin
Jab main apni tanhayi main
Tera inthezar nahi karta
Main tujhse pyar nahin karta
Dil se ye kehta rehtha hun
Par teri sanson main chup ke
Main sansein letha rehta huun
Is se inkar nahi kartha
Main tujhse pyar nahin karta
Muje kuch bi yad nahi rehta
Kab din duba, kab raat hui
Abhi kal ki baath hai
Pehron tak meri deewaron se baath hui
Jo hosh zara sa baaki hai
Lagtha hai kone wala hoon
Afwa udi hai yaron mein
Main pagal hone wala hun
Main tujse pyar nahi karta
Main tujhse pyar nahi karta
Main tujhse pyar nahi karta
Par aisa koi din hai kya
Jab yad tuje teri baathon ko
Sau sau bar nahi karta
Sau sau bar nahi karta