Dhokha Dhadi Lyrics – R Rajkumar (2013)

Dhokha Dhadi Song Lyrics

Dhokha Dhadi Lyrics : Dhokha Dhadi Song from hindi movie R Rajkumar is sung by Arijit Singh, composed by Pritam Chakraborthy while lyrics are written by Mayur Puri.

Song:  Dhokha Dhadi
Movie: R Rajkumar (2013)
Singer(s): Arijit Singh
Music: Pritam Chakraborthy
Lyricist(s):  Mayur Puri
Cast: Shahid Kapoor, Sonakshi Sinha, Prabhudeva
Music Label : Eros Music

Dhokha Dhadi Song Lyrics

Ud gaye tote re
Tere toh ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere toh ud gaye tote re la la la

Ud gaye tote re
Tere toh ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere toh ud gaye tote re

Teri ankhon se hui yariyan chalte chalte yuhi
Meri ankhon ne teri ankhon se aap beethi kahi
Teri ankhon k peeche peeche hum pagle se chal pade
Meri ankhen ab dil ke chakkar me kuch bhi na sunthi hai

Dil ye dhokha dhadi kar dega, socha na da
Itni ye gadbadi kar dega, socha na tha
Aissi mushkil khadi kar dega, socha na tha

Ud gaye toote, tere to ud gaye toote re
La la la la….ud gaye tote re,
tere to ud gaye tote re

Han tera dil farabi hain
Aur hum sirphire bhi hain
Pyaar vyaar hum nahi jantey
Seedhe saade lagtey ho
Phir kyun aise thoothe ho
Lagthe hain kya nadani se

Hm, isse jo maf kije wallah
Yeh dil zara sa hai nitthalla
Iraadhe hai beimaan se

Dil ye dhokha dhadi kar dega, socha na da
Itni ye gadbadi kar dega, socha na tha
Aissi mushkil khadi kar dega, socha na tha

Ud gaye toote, tere to ud gaye toote re
La la la la….ud gaye tote re,
tere to ud gaye tote re

Mere kano mein kahin
Roshandaano se kahin
Chanti teri awaz hai
Zyada na hai ye kahin
Chup bhi na hai ye rahe
Ankhon ka ye andaz hai

Chalo miyan ho gaya wallah
Neendon mein bhi khona phisalna
Khwabo pe tum chalna dheere se

Dil ye dhokha dhadi kar dega, socha na da
Itni ye gadbadi kar dega, socha na tha
Aissi mushkil khadi kar dega, socha na tha

Ud gaye tote re
Tere toh ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere toh ud gaye tote re la la la
Ud gaye tote re
Tere toh ud gaye tote re la la la

Advertisement