Tere Naal Ishqa Lyrics – Shivaay

Tere Naal Ishqa Lyrics : Tere Naal Ishqa song from Shivaay is sung by Kailash Kher and composed by Mithoon, starring Ajay Devgn.

Song: Tere Naal Ishqa
Movie: Shivaay (2016)
Singer(s): Kailash Kher
Music: Mithoon
Lyricist(s): Sayeed Quadri
Starring : Ajay Devgn, Sayyeshaa Saigal, Vir Das
Music Label: T-Series

Tere Naal Ishqa Song Lyrics

Oh..
Teri tarah muje duniya mein
Nahi koyi chah saktha
Tere dil mein fikrr meri
Rahey sham o subah

Tere dil mein har pal har dam hai
Kayaal mera hi hai bastha
Tere lab pe zikrr mera
Rahey sham o subah

Tere saath main hun mehfuz sada
Itna tujpe hai yakin mera
Tapti jalti inn rahon mein
Tu saya mera

Sehra bhi hai gulshan ban jatha
Khushbu ki tarah jab tu aata
Is zindagi mein har ghadi
Chahun teri panah

Tere naal ishqa mera
Tere naal ishqa mera
Lagda ibadat warga
Tere naal ishka mera mera zyaada
Main de du sadka zyada main de du sadka
Lagda ibadat warga
Tere naal ishka mera mera

Aaa.. Tapti jalti inn raahon mein
Tu saya mera

Ho ik tere seeney se
Lag kar hi
Mere dil ko aye sukun
Jab gham koi
Sataye muje
Main tuje hi to dekun

Jazbaath mere na koyi samjha
Is duniya mein ik tere siva
Har din, har shab teri bahon mein
Hai chain mila

Sehra bhi hai gulshan ban jatha
Kushbu ki tarah jab tu aata
Is zindagi mein har ghadi
Chahoon teri panah

Tere naal Ishqa mera
Tere naal Ishqa mera
Lagda ibadat warga
Tere naal ishka mera mera zyaada
Main de du sadka zyaada
Main de du sadka
Lagta ibadat varga
Tere naal ishqa mera mera

Ho tera nam main jis bhi gadi
Honthon pe laatha hoon
Lafzon mein kahi
Khud hi chupa ehtram main paatha

Chahey dekh loon main sara yeh jahan
Sabse hasin manzar tu mera
Rehta basta nigahon mein
Ik chehra tera

Sehra bhi hai gulshan ban jatha
Kushbu ki tarah jab tu aatha
Iss zindagi mein har gadi
Chahun teri panah

Tere naal ishqa mera
Tere naal ishka mera
Lagta ibaadat warga
Tere naal ishka mera mera zyaada
Main de du sadka zyaada
Main de du sadka
Lagta ibadat warga
Tere naal ishqa mera mera

Mere sang tu sada
Tu hai saya mera
Chaahun teri panaah

Oh..
Mere sang tu sada
Tu hai saaya mera
Chahoon teri panah

Advertisement