Titli Song Lyrics – Chennai Express

 

Titli  Lyrics from Chennai Express(2013) :  Titli song is nicely sung by Chinmayi Sripaada, Gopi Sunder , and composed by Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani. The lyrics of this song is penned by Amitabh Bhattacharya.

Song: Titli
Movie: Chennai Express(2013)
Singer(s): Chinmayi Sripaada, Gopi Sunder
Music: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Cast: Shahrukh Khan, Deepika Padukone, Priyamani
MusicLabel: T-Series

Titli Song Lyrics

[Kondal vannanai kovalanay venney
Unda vayan en ullam kavarndhanai (2)

Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave…]

Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…
Chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor…
Haadse ye kaise
Unsune se jaise choome andheron ko
Koi Nooor…
Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…

Sirf keh jaaun ya
Aaasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme Baddoor…

Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…
chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor…

[Kondal vannanaik kovalanay venney
Unda vayan en ullam kavarndhanai
Andar kon ani arangkan en amudhinaik
Kanda kangal marronrinaik kanave]

Bhoori bhoori aankhein teri
Kankhiyon se tez teer kitne chhode
Dhaani dhaani baatein teri
Udte-phirte panchhiyon ke rukh bhi modey

Adhoori thi zara si
Main poori ho rahi hoon
Teri saadagi main hoke choor
Bann ke titli dil uda uda uda hai, kahin door
chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin door…

Raatein gin ke
neendein bun ke
cheez kya hai ghaabdaari hum ne jaani
Tere sur ka
Saaz ban ke
Hoti kya hai raagdaari hum ne jaani

Jo dil ko bhaa rahi hai
Woh teri shayari
Ya koi shayarana hai fitoor..

Bann ke titli dil uda uda uda hai
Kahin doooor…
chal ke khushboo se juda juda juda hai
Kahin doooor…
Haadse ye kaise unsune se jaise
choome andheron ko koi noor..

Bann ke titli dil uda uda uda hai kahin door..

Sirf keh jaaun ya
Aaasmaan pe likh doo
Teri taarifon mein
Chashme baddoor…

[Kondal vannanai kovalanay venney
Unda vayan en ullam kavarndhanai (2)

Andar kon ani arangkan en amudhinai
Andar kon ani arangkan en amudhinai
Kanda kangal marronrinaik kanave]

Advertisement