Zaalima Lyrics : Zaalima song from Raees is sung by Arijit Singh, Harshdeep Kaur and composed by JAM8, starring Shah Rukh Khan, Mahira Khan.
Movie: Raees (2017)
Singer(s): Arijit Singh, Harshdeep Kaur
Music: JAM8
Lyricist(s): Amitabh Bhattacharya
Starring : Shah Rukh Khan, Mahira Khan
Music Label: Zee Music Company
Zaalima Song Lyrics
Jo teri katir tadpey pehley se hi
Kya usse tadpana oh zalima, oh zaalima
Joh tere ishq mein behka pehley se hi
Kya usse behkana oh zaalima, oh zalima (2 times)
Aankhen marhaba, baathein marhaba
Main sau marthaba deewana huaa
Mera na raha jab se dil mera
Tere husn ka nishana hua
Jiski har dadkan tu ho
Aisse dil ko kya dadkana
Oh zaalima, o zalima
Joh teri katir tadpe pehley se hi
Kya usse tadpana oh zaalima o zaalima
Sanson mein teri nazdekiyon ka
Itr tu ghol de ghol de
Main hi kyon ishq zaahir karoon
Tu bhi kabhi bol de bol de… (2 times)
Leke jaan hi jayega meri
Qaatil har tera bahana hua
Tujse hi shuru
Tujpe hi katam
Mere pyar ka fasana hua
Tu shamma hai toh yaad rakhna
Main bhi hoon parwaana
Oh zaalima, o zaalima
Joh teri katir tadpey pehle se hi
Kya usse tadpana oh zaalima, o zalima
Deedaar tera milne ke baad hi
Choote meri angdayi
Tu hi bata de kyun zaalima main kehlayi
Kyon iss tarah se duniya jahan mein
Kartha hai meri rusvayi
Tera qusur aur zalima main kehlayi
Deedaar tera milne ke baad hi
Choote meri angdayi
Tu hi batha de kyon zaalima main kehlayi
Tu hi bahta de kyon zaalima main kehlayi